GuidePedia

0
Tumse hain din mere
Tumse hain raatein
Tumse hain raahat meri…
(Palak Muchhal Begins)
Tumse hain pal mere
Tumse hain kal
Tumse hain chahat meri…
Ab rehna hai sang tere hi mujhe
Ab jeena hai sang tere hi mujhe
Ab rehna hai sang tere hi mujhe
Ab jeena hai sang tere hi mujhe…
Teri saanson mein aise bas jaun
Judaa koi na kar paye
Teri baahon mein yun simat jaun
Judaa koi na kar paaye
Ho koi bhi safar
Saath chalna mujhe
Bepanah meri jaan chahunga main tujhe
Chahein lele mera imtihaan
Teri saanson mein aise bas jaun
Judaa koi na kar paye
Teri baahon mein yun simat jaun
Judaa koi na kar paaye
(Instrumental Break)
Dil ki zameen pe tere nishaan hai
Tumse hai duniya meri khusravan
Main chal raha tha tanha akela
Tum jo mile toh mila karwaan
Lafj banun main tere tu ban zubaan
Mere andheron ki tu ban subaah..
Teri zulfon mein aise kho jaun
Judaa koi na kar paaye
Tere daaman mein aise so jaun
Judaa koi na kar paaye
(Instrumental Break)
Shabnam sa chamke tera badan yeh
Tehri huyi hai tujhi pe nigaah
Sulge sulge se armaan hain dil ke
Ho jaaye na humse koi gunaah
Khwaishon ko tum mere yun na saza do
Bahon mein aayo meri khud ko mita do
Teri nas nas mein yun bhadak jaun
Judda koi na kar paaye
Teri dhadkan mein yun dhadak jaun
Judaa koi na kar paaye
Ho koi bhi safar saath chalna mujhe
Bepanah meri jaan chahunga main tujhe
Chahein lele mera imtihaan
Teri saanson mein aise bas jaun
Judaa koi na kar paaye
Teri baahon mein yun simat jaaun
Judaa koi na kar paaye

Post a Comment

 
Top