GuidePedia

0
Jab jab tujhe mein dekhoon
Lagti tu jannati hai
Jaane yeh tujhe se kaisi
Nisbat si ho gayi hai
Jab jab tujhe mein dekhoon
Lagti tu jannati hai
Jaane yeh tujhe se kaisi
Nisbat si ho gayi hai
Rubaru phir kyun
Aane ka dhoondoo bahana
Bakhuda chod doon
Tu jo kahe toh zamana
Mashooqana, Uff tera yeh muskurana
Mashooqana, Sharma ke nazarein churaana
Aisa huya tera asar
Dil chahe bas tujhko paana
Mashooqana, Uff tera yeh muskurana
Mashooqana, Sharma ke nazarein churaana…
(Instrumental Break)
Bole jaati hain aankhein
Teri sab bin kahein
Labs paa kar ke tera
Dil kaise bas mein rahe
(Arunima Bahttacharya Begins)
Ahan, tujhse milne se pehle
Bethikana thi mein
Ab yeh lagne laga hai
Bewajah naa thi main
Kuch der tak, tujhe dekh loon
Maane agar tu bura na
Mashooqana, Uff tera yeh muskurana
Mashooqana, Sharma ke nazarein churaana
(Instrumental Break)
Subah veerana tujh bin
Shabh adhoori lage
Zindagi se bhi zyaada
Tu jaroori lage
Ooo…aise mehfooz karle
Mujhko aagosh mein
Umra bhar main na aayoon
Phir kabhi hosh mein
Nazdeekiyaan itni badha
Baaki rahe na fasala
Mashooqana, Uff tera yeh muskurana
Mashooqana, Sharma ke nazarein churaana
Jab jab tujhe mein dekhoon
Lagti tu jannati hai
Jaane yeh tujhe se kaisi
Nisbat si ho gayi hai
Rubaru phir kyun
Aane ka dhoondoo bahana
Bakhuda chod doon
Tu jo kahe toh zamana
Mashooqana, Uff tera yeh muskurana
Mashooqana, Sharma ke nazarein churaana
Aisa huya tera asar
Dil chahe bas tujhko paana
Mashooqana, Uff tera yeh muskurana
Mashooqana, Sharma ke nazarein churaana
Mashooqana…
Ariana…
Mashooqana…

Post a Comment

 
Top